Tuesday, May 11, 2010

Waqt Nahi

Kisi ke paas waqt nahi kisi ke sawal ka,

Zindai lage jaise koi sawal ho hisab ka,

Dastak ke liye maaf karna dost,

Maksad tha puchna kya haal hai janab ka

Aankho ko

Aankno se jab kisi ki shiqayat ho jati hai

Dil ko jab dhadkano ki ijazat ho jati hai,

Kaise bhul jae koi kisi ki yaado ko yuhi,

Jab kiski ko kisi ki aadat ho jati hai.